Na mein paas usko bula Saka,
Na mein paas usko bula
Saka,
Na mein dil ki baat bata
Saka,
Woh hansi hansi mein
Chal dia,
K mein haath tak na hila
Saka,
Yun hi sochta rahadur
Tak,
Magar usko kuch na bata
Saka,
Yeh maqam hi tha ajeeb
Sa,
K mein khud ko bhe na bacha
Saka,
Woh juda bhi kaise howa
Ke mein,
Koi rasam tak na nibha
Saka…
Category: Break Up SMS
Itni shid-dat say tumhay panay ki koshis ki hay
Itni shid-dat say tumhay panay ki koshis ki hay
k her zarray na hamay milanay ki sazish ki hay
chatay they hum tumko pana magar
tum nay jan churanay ki koshish ki hay :’(
Category: Break Up SMS
O my mind, Time and again
O my mind,
Time and again
You have broken my heart
With false promises.
You are so cruel!
You are such a liar!
Even though my heart is broken,
It is healing the wounds
You have inflicted on my dedication-life
Category: Break Up SMS
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tum to kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere paas…
Sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone me,
abki aana to le jana wo sab,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwara di hui tumhari saugaat,
or aansuo ki dhero katrane,
Category: Break Up SMS
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
Category: Break Up SMS
achha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
achha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tumto kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere pass,
sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone mai,
abki aana to le jana wo sab ,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwra di hui tumhari har ek saugat,
aur aansuo ki dhero katrane………..
Category: Break Up SMS
do pal ki zindgani yahi bit jayegi,
do pal ki zindgani yahi bit jayegi,
har kali raat ke baad nayi subah aayegi,
agar khas logo ki yaad satayegi to,
kasam se apki yaad sabse pahle aayegi.
Category: Break Up SMS
Kyu Yeh Dard Jaata Nahi!
Kyu Yeh Dard Jaata Nahi!
“Kyu Yeh Dard Jaata Nahi,
Kyu Yeh Kisi Ko Yaad Aata Nahi,
Kehne Ko To Yeh Dard Meetha Hota Hain,
Phir Kyu Dil Se Yeh Saha Jata Nahi.
Category: Break Up SMS , Sad SMS
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai.
Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,
Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
Category: Break Up SMS
Agar tapakta A$hkon ki jagah Lahoo aankhon $e…
Agar tapakta A$hkon ki jagah Lahoo aankhon $e…
Koi ki$i ko phir $hayed hi rulaata…
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz…
Too tumhein mere dard ka andaza ho paata…
Yaadein jo na aati yoon khamo$hi $e chupke chupke…
To mere ghar ki Raunaq hoti teri mehfil $e bhi zyada…
Na hota agar chaand mein daag…
Teri khub$oorti ka mujhe tod mil jata… Agar karta na waqt ki$i $e be-wafaai…
To $hayron mein mera naam kahan $e aata…..
Category: Break Up SMS , Sad SMS
