Tere Sitam ko abhi Woh Ada nahi aai
Jo Mere Zabt ka Sheeraza Muntashir kar dey
Tere Sitam ko abhi Woh Ada nahi aai
Falak daita hai jin ko aish
Falak daita hai jin ko aish un ko gham bhi daita hai..!
Jahan bajtay hain nakaray wahan matam bhi hota hai
kaash rehta mera bachpan hi hamesha mujh mein
Main khilonon say behalnay pay qana’at karta
kaash rehta mera bachpan hi hamesha mujh mein
Insaan Hota
Azam-e-insa’an hai ky bn jay frishta lekin..!
Hr frishty ko ye hasrt hai ky insa’an hota
Husn khud betaab hai jalwa dikhany ky liye
Isq ka zouk-e-nazar muft mein badnam hai..
Husn khud betaab hai jalwa dikhany ky liye..!
Tab kahin ja ky koi lafz mehak deta hai
Umar bhar seena-e-fankaar sey behta hai lahu..!
Tab kahin ja ky koi lafz mehak deta hai
Mera Dil babri Masjid Jesa
Mera Dil babri Masjid Jesa
Aor woh Hindu shar-pasand koi
Tarpun ga umar bhar dil-e-marhoom ke liye
Tarpun ga umar bhar dil-e-marhoom ke liye.
Kambakht, Naa muraad, larkapan ka yaar tha
Meri Takmeel Mein Hein Shamil Kuch Tere Hissey
Meri Takmeel Mein Hein Shamil Kuch Tere Hissey
Hum Agar Tujh Sey Na Miltey Tou Adhoore Reh Jatey
Aik hi shakhs pey Luta Detey Hain Hayaat apni
Aik hi shakhs pey Luta Detey Hain Hayaat apni
Aisey log ab Kitabon mein he Mila kertey Hain
